Wednesday, March 14, 2018

Har beemari ka ilaj

Har beemari ka ilaj
aaj jo amil apki nazr ker raha hu woh bahot hi aasan ha aur  us say dunia ki har beemari ka ilaj ho sakta ha maut k ilawa maslan sir dard, bukhar, pait ki beemaria, peela yarkan, kala yarkan,  dil ki beemaria, cancer wagaira dunia ki koi bhi beenari ho es ki barkt se insha Allah 100%shifa milay gi
ab treeqa likh raha hu  bahot hi aasan ha sab se pahhlay darood shareef 8 baar phir 10bar yeh ayet کل نفس زائقہ الموت phir 10 baar Surah e fateha phir 7 martba aayet kareema  parh ker mareez ko dam keray aur isi tareeqay se paani par bhi dam ker day

0 comments:

Post a Comment